Aashiq Banaya Aapne (Title) Lyrics

"Aashiq Banaya Aapne (Title)" lyrics from Aashiq Banaya Aapne: Love Takes Over sung by himesh reshammiya, shreya ghoshal and music directed by himesh reshammiya and composed by himesh reshammiya and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aashiq Banaya Aapne (Title) Lyrics


Aashiq banaya aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Aashiq banaya aapne
Tere bin suni suni hain baahein
Teri bin pyaasi pyaasi nigaahein
Tere bin bin asar meri aahein
Tere bin suni suni hain baahein
Teri bin pyaasi pyaasi nigaahein
Tere bin bin asar meri aahein
Tere bin

Tere bin lamha lamha sataye
Tere bin bekarari jalaaye
Tere bin chain mujhko naa aaye
Tere bin lamha lamha sataye
Tere bin bekarari jalaaye
Tere bin chain mujhko naa aaye
Tere bin

Meri nigaaho mein
Tera chehra rawaa hain
Gehre hain armaan jaane
Ja paagal samaa hain
Meri nigaaho mein
Tera chehra rawaa hain
Gehre hain armaan
Jaane ja paagal samaa hain
Apni daayre se toh
Main chutne lagi hu
Tere baajuo mein
Aake tootne lagi hu
Apni daayre se toh
Main chutne lagi hu
Tere baajuo mein
Aake tootne lagi hu
Tere bin jeena nahi hain gawara
Tere bin dil ka nahi hain gujara
Tere bin kaun apna sahaara
Aashiq banaya aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Aashiq banaya aapne

Bechainiyo ka faaslo
Ka silsila hain
Dardejigar ka yeh
Sabab hamko mila hain
Bechainiyo ka faaslo
Ka silsila hain
Dardejigar ka yeh
Sabab hamko mila hain
Betaabiyo ne hamko
Chur kar diya hain
Pass aane pe majboor
Kar diya hain
Betaabiyo ne hamko
Chur kar diya hain
Pass aane pe majboor
Kar diya hain
Tere bin raat kat ti nahi hain
Tere bin pyas mit ti nahi hain
Tere bin duri ghat ti nahi hain
Aashiq banaya aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Aashiq banaya aapne.

More songs lyrics from Aashiq Banaya Aapne: Love Takes Over.