Aapka Shukriya Aapki Lyrics

"Aapka Shukriya Aapki" lyrics from Anokhi Pehchan sung by mohammed rafi and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Aapka Shukriya Aapki Lyrics


Aap ka shukriya aap ki meharbani
Aap ki meharbani
Aap aaye na aate to dil tut jate
Aap aaye na aate to dil tut jate
Ruth jati ye sham suhani
Aap ka shukriya aap ki meharbani

Aap bin char pal bhi hamara
Ab nahi hai jaha mein gujara
Aap bin char pal bhi hamara
Ab nahi hai jaha mein gujara
Aap ki yaad aaye to dil bahal jaye
Dijiye aisi koi nishani
Aap ka shukriya aap ki meharbani

Pyar hamne hamesha kiya hai
Har janam mein tumhe dil diya hai
Pyar hamne hamesha kiya hai
Har janam mein tumhe dil diya hai
Yaad rakhna ye baate nayi hai mulakate
Ye mohabbat magar hai purani
Aap ka sukriya aap ki meharbani
Aap aaye na aate to dil tut jate
Ruth jati ye sham suhani
Aap ka shukriya aap ki meharbani.

More songs lyrics from Anokhi Pehchan.