Aankhon Mein Hain Kya Lyrics

"Aankhon Mein Hain Kya" lyrics from Vishwatma sung by alka yagnik, mohammed aziz, sadhana sargam, udit narayan and music directed by vijay kalyanji shah (viju shah) and composed by vijay kalyanji shah (viju shah) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):
Music Director(s):

Aankhon Mein Hain Kya Lyrics


Aankhon mein hain kya tasbir teri
Tasbeer meri par main hoon kaha
Meri jaan hain tu mere dil mein
Meri jaan hain mushkil mein
O mere jaanam o mere
Jaanu o mere jaanam

Aankhon mein hain kya tasbir teri
Tasbeer meri par main hoon kaha
Meri jaan hain tu mere dil mein
Meri jaan hain mushkil mein
O mere jaanam o mere jaanu
O mere jaanam

Duniya se duur mohabbat mein
Hum aa gaye shaayad jannat mein
Duniya se duur mohabbat mein
Hum aa gaye shaayad jannat mein
Jannat mein hain kya ye pyar tera
Mera pyar to hai par main hoon kaha
Meri jaan hain tu mere dil mein
Meri jaan hain mushkil mein
O mere jaanam o mere jaanu
O mere jaanam

Bechaini si har mauj mein hain har
Mauj kisi ki khoj mein hain
Bechaini si har mauj mein hain har
Mauj kisi ki khoj mein hain
Tere dil mein hain kya bas yaad teri
Bas yaad meri par main hoon kaha
Meri jaan hain tu mere dil mein
Meri jaan hain mushkil mein
O mere jaanam o mere jaanu
O mere jaanam

Tauba is pyar ki baaton se nahin
Soyi main kitni raaton se
Tauba is pyar ki baaton se nahin
Soyi main kitni raaton se
Raaton mein hai kya bas khwab tere
Bas khwab mere par main hoon kaha
Meri jaan hain tu mere dil mein
Meri jaan hain mushkil mein
O mere jaanam o mere
Jaanu o mere jaanam.

More songs lyrics from Vishwatma.