Aankho Mein Muskuraaye Jaa Lyrics

"Aankho Mein Muskuraaye Jaa" lyrics from Prithvi Vallabh sung by meena and music directed by rafiq ghaznavi and composed by rafiq ghaznavi and lyrics written by pandit sudarshan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aankho Mein Muskuraaye Jaa Lyrics


Aankho mein muskuraaye jaa
Aankho mein muskuraaye jaa
Asha ko gudgudaaye jaa
Asha ko gudgudaaye jaa
Aankho mein haan haan
Aankho mein muskuraaye jaa

Shabaab ki kahaniya
Shabaab ki kahaniya
Sunaaye ja sunaaye ja
Sunaaye ja sunaaye ja
Aankho mein haan haan
Aankho mein muskuraaye jaa
Aankho mein muskuraaye jaa

Aankho mein muskuraaye jaa
Saaqi zara sharaab laa
Saaqi zara sharaab laa
Bikhra hua shabaab la
Bikhra hua shabaab la
Bikhre huye shabaab ko
Bikhre huye shabaab ko
Man ki jalan pilaaye ja
Man ki jalan pilaaye ja
Aankho mein haan haan
Aankho mein muskuraaye jaa
Aankho mein muskuraaye jaa.

More songs lyrics from Prithvi Vallabh.