Aankhein Lyrics

"Aankhein" lyrics from Sawaal sung by aaroh (band) and music directed by aaroh (band) and composed by aaroh (band) and lyrics written by aaroh (band)

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aankhein Lyrics


Jab say aayi ho jeevan main
Har pal ek khwaab lagta hai
Yeh aasman chhoo loon ga mein
Jaanay kyun aisa lagta hai

Yeh haseen aankhein tairi
Yeh jhuki jhuki si palkein yeh saadgi
Jab say dilmain samaayi ho
Har soo tumheen dikhaayi do
Yeh taaray tod laaoon main
Jaanay kyun aisa lagta hai

Yeh samaa phir ho kahan
Yeh fiza yeh din aur pal yeh daastan

Meri aankhon main daikho
Main tumhara ho gaya
Mairay jeevan ka har pal
Bas tumahra ho gaya

Yeh ibtida hai lekin
Mujh ko hai yeh yakin
Koyi rok naa paayega
Ud jaayaein hum kahin.

More songs lyrics from Sawaal.