Aaj Teri Baaho Mein Lyrics

"Aaj Teri Baaho Mein" lyrics from Nyay Anyay sung by anuradha paudwal, mangal singh and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by majrooh sultanpuri

Lyricist(s):
Music Director(s):

Aaj Teri Baaho Mein Lyrics


Aaj teri baho mein aakar
Aaj teri baho mein aakar
Hosh kise kahi jane ka
Aaj teri baho mein aakar
Hosh kise kahi jane ka
Yar yahi to mauka hai
Yar yahi to mauka hai
Jee lene ka mar jane ka
Aaj teri baho mein aakar
Hosh kise kahi jane ka
Yaar yahi to mauka hai
Yaar yahi to mauka hai
Jee lene ka mar jane ka
Aaj teri baho mein aakar

Aaj tujhe paa kar
Kyu kahi jaye dil
Sar se kadam tak tu
Manzil hi manzil
Aaj tujhe paa kar
Kyu kahi jaye dil
Sar se kadam tak tu
Manzil hi manzil
Sham meri teri zulfo mein
Subah meri teri palko mein
Sham savere dono mere
Kyu na nashe ma chal du mai
Jo aashik hai wohi jane
Jo aashik hai wohi jane
Mauj maja deewane ka
Yaar yahi to mauka hai
Yaar yahi to mauka hai
Jee lene ka mar jane ka
Aaj teri baho mein aakar

Kyu ek dil hokar
Do kahlaye hum
Kyu na mile aise
Ek ho jaye hum
Kyu ek dil hokar
Do kahlaye hum
Kyu na mile aise
Ek ho jaye hum
Amrit mera tu peele
Jahar tera sab main pee lu
Tujh par sab kuch war ke main bhi
Kyu na amar ho kar jee lu
Preet kare so matlab jane
Preet kare so matlab jane
Tan mein aag lagane ka
Yaar yahi to mauka hai
Yaar yahi to mauka hai
Jee lene ka mar jane ka
Aaj teri baho mein aakar
Hosh kise kahi jane ka
Yaar yahi to mauka hai
Yaar yahi to mauka hai
Jee lene ka mar jane ka
Aaj teri baho mein aakar.

More songs lyrics from Nyay Anyay.