Aaj Ham Roshan Karenge Lyrics

"Aaj Ham Roshan Karenge" lyrics from Saaz sung by devaki pandit and music directed by raj kamal and composed by raj kamal and lyrics written by javed akhtar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaj Ham Roshan Karenge Lyrics


Lehraaya tiranga mann ke himaalay se
Utaree hai naye ujaale kee ganga
Lehraaya tiranga

Aaj ham roshan karenge
Prem ke laakho diye
Aaj ham roshan karenge
Prem ke laakho diye
Aaj se ham sab rahenge
Pyaar kaa amrit piye
Aaj se ham sab rahenge
Pyaar kaa amrit piye

Aaj se ham sab jiyenge
Ek duje ke liye
Kasam khaate hain yeh ham
Kasam khaate hain yeh ham
Kasam khaate hain yeh ham
Kasam khaate hain yeh ham
Hamesha hee rahega
Jo hoga aaj sangam
Kasam khaate hain yeh ham
Kasam khaate hain yeh ham

Aaj se har daal par
Kaliya khilengee pyaar kee
Aaj se hogee dilo mein
Baat iss ikraar kee
Aaj se har daal par
Kaliya khilengee pyaar kee
Aaj se hogee dilo mein
Baat iss ikraar kee
Aaj se deewar nafrat kee
Naa uthane paayegee
Aaj se bas aawaaj yahee aayegee
Aaj ham roshan karenge
Prem ke laakho diye
Aaj se ham sab rahenge
Pyaar kaa amrit piye
Aaj se ham sab jiyenge
Ek duje ke liye
Kasam khaate hain yeh ham
Kasam khaate hain yeh ham
Kasam khaate hain yeh ham
Kasam khaate hain yeh ham
Hamesha hee rahega
Jo hoga aaj sangam
Kasam khaate hain yeh ham
Kasam khaate hain yeh ham

Aaj se aane naa denge
Ham dilo mein duriya
Aaj se hamko mitaane hain
Gham aur majburiya
Aaj se aane naa denge
Ham dilo mein duriya
Aaj se hamko mitaane hain
Gham aur majburiya
Aaj se laayenge har
Jivan mein ik muskaan ham
Aaj se aisa banaayenge yeh hindustaan ham
Aaj ham roshan karenge
Prem ke laakho diye
Aaj se ham sab rahenge
Pyaar kaa amrit piye
Aaj se ham sab jiyenge
Ek duje ke liye
Kasam khaate hain yeh ham
Kasam khaate hain yeh ham
Kasam khaate hain yeh ham
Kasam khaate hain yeh ham
Hamesha hee rahega
Jo hoga aaj sangam
Kasam khaate hain yeh ham
Kasam khaate hain yeh ham.

More songs lyrics from Saaz.